Friday, August 6, 2010

Sabr mat maang...

Humnay maangi dua sabr (patience) ataa (to give) karne ki toh kubul ho gayi...

Aur hissay mein musibatien aana shuru hui...

Jab poocha khuda se maine toh sabr maanga tha tunay musibat kyun di...

Jawaab mila sabr musibaton par kiya jaata hai aur maine teri dua kubool ki...

#ikaythoughts

No comments:

Post a Comment