Monday, May 21, 2012

muddaton baad ek ghutan nikali...

Jin alfaazon ko bayaan na kar sake, Usay likhne aaj kalam ko syaahi mein duboyaa toh muddaton baad ek ghutan nikali... #ikaythoughts

Monday, May 14, 2012

Mulaakatein

Mulaakaten zaroori hain agar rishte bachaane hain .. Laga kar bhool jane se to paudhe bhi sookh jate hain

Tuesday, May 1, 2012

Muhabbat

tujhko chahaa toh muhabbat ki takleef samajh mein aayi, warna is lafz ki toh sirf tareef hi suni thi...